The Ayodhya Temple-Mosque Dispute: Focus on Muslim Sources c9.29
The Ayodhya Temple-Mosque Dispute: Focus on Muslim Sources c9.29
- Language
- English
c9.29
¹ *“Sulṭān Bābar kī jo Amīr Tīmūr kī nasl se apne bachpan ke zamānah meiṅ khufiyyah ṭawr par libās tabdīl kar ke faqīroṅ kī ṭaraḥ Kābul se shahr-i Awadh meiṅ āyā. Us waqt shahr-i Awadh meiṅ Sikander Lodhī kī salṭanat thī aur maqām salṭanat kā ek ṣadr maqām thā. Sulṭān Bābar ne shāh Jalāl Ṣāḥib qadasah sirru-hū aur Ḥaḍrat Mūsā ‘Āshiqān kī khidmat meiṅ ḥāḍir ho kar bāṭinī imdād ṭalab kī, ki in buzurgon kī du‘ā se ābā’ī salṭanat-i Hindustān un ke hāth ā-jā’ī. Shāhzādah Bābar in aṣḥāb se rukhṣat ho kar Kābul gayā aur wahāṅ fauj muhayyā kar ke Hindustān kī ṭaraf lāye aur Pānīpat ke maqām par Sulṭān Sikandar Lodhī se laḍe....” Gumgashtah Ḥālāt-i Ajodhyā Ya‘nī Tārīkh-i Parīnah-i Madīnatu ’l-Awliyā’* (Lucknow, 1981), p.61